Sunday, July 5, 2026

Rohani Ilaj Kya Hai Aur Yeh Kyun Zaroori Hai?

Hamari zindagi mein jab bhi koi jismani takleef ya bemari aati hai, toh hum fauran kisi mahir doctor ke paas jaate hain taake hamara jism theek ho sake. Bilkul isi tarha, jis tarha hamara jism bemar hota hai aur hamein ilaj ki zarurat parti hai, thik waise hi jab hamari rooh bemar ho jaye toh us ko bhi ilaj ki zarurat hoti hai. Rooh ki is bemari ko door karne aur use sukoon dene ka naam Rohani Ilaj hai.

Kaisay Pata Chalay Kay Rooh Bemaar Hay?

Jab hamari rooh par koi bura saya, hasad, ya koi aur rohani masla asar karta hai, toh mukhtalif kisam ki gher sehat mand alamat se hamein pata chalta hai kah hamari rooh bemaar hay. Agar aap ki zindagi mein yeh 10 alamat hain, toh aap ko rohani ilaj ki sakht zarurat hai:

  • Rizq mein bandish aur karobar ka achanak thap ho jana.
  • Har waqat thakawat ka ahsas hona, bhalay aap jitna bhi aaram kar lein.
  • Rishton ki bandish hona ya shadi mein achanak rukawatein aana.
  • Buray khawab aana, khusoosan daronay khawab ya achanak darr kar uth jana.
  • Logon say mail jol kam ho jana aur akele pan mein sukoon milna.
  • Ghar mein larai jhagra rehna, jahan har waqt tanao ka mahol ho.
  • Mohabbat mein nakami milna ya sacha pyar door ho jana.
  • Kaam ya parhai mein dil na lagna aur har waqt dhyan bhatakna.
  • Bewajha talaq ya mian-biwi mein achanak aisi nafrat paida hona jo talaq tak le jaye.
  • Bey wajha ka khof aur dil mein har waqt anjana darr rehna.



Rohani Ilaj Kaisay Hota Hai?

Jis tarha jismani ilaj kay liye aik mahir doctor ki zarurat hoti hai, isi tarha rohani ilaj kay liye bhi aik mahir rohani scholar ki zarurat hoti hai. Ek aam banda in rohani bemarion ka khatma nahi kar sakta.

Rohani scholar kiya karta hay? Rohani scholar na sirf aap ki rohani bimariyon ko sahi tarha se diagnose (pehchan) karta hay, balkay mukhtalif paak amliyat, wazaif aur taweezat kay zariye un ka shafi ilaj bhi karta hay taake aap ke gird ek hifazati hisar ban sake.



Aaj Hi Rabta Karein

Agar aap ya aap ka koi pyara in mein se kisi bhi masle ka shikar hai, toh der na karein. Aaj hi rohani scholar Peer Syed Abbas Kazmi say rabta kijiye aur apni zindagi se andheron ko nikal kar ek nayi aur khushiyon bahri zindagi ka aghaz kijiye.

No comments:

Post a Comment

Talaq Kay Maslay Ka Hal: Ghar Basein Aur Rishton Ko Tootne Se Bachayein

Shadi do dilon aur do khandanon ka aik aesa pakiza bandhan hota hai jo mohabbat aur bharose par qaim hota hai. Shadi kay sharu mein sab the...

Chat on WhatsApp